Saturday 25 March 2017

Facebook Post Mein Sabhi Friends Ko Single Click Mein Tag Kaise Kare

Tags


Facebook aur other social media networks hmare daily life ka hisa ban chuke hai aur daily in platforms par apna time spend karte hai, dosto se connect rahne mein social media ka ek bahut bada role hai aur hum har din facebook par new posts publish karte rahte hai, lekin ek blogger ke liye facebook use karna business ke poit of view se bahut hi jaruri hai. Jaise ki aap ek blogger hai aur ap ne bahut hi accha post apne blog par dala hai to aap usko facebook ke through sabhi ke sath share karna chahate ho to aap easily kar sakte ho lekin wo post sabhi friends ko attention nhi paa sakta hai jab ki aap usko tag naa kare.



Aap ne bahut hi accha aur quality content blog par publish kiya hai to aap usko sabhi friends ko tag bhi karna chahenge kyu ke tag se aap apni post ke liye ek special attention create kar rahe hai jis se har friend ko ek notification jaayega ki aap ne unke sath ek post share kiya hai lekin kuchh limitations ki wajah se aap posts ko sabhi friends ko tag nhi kar sakte hai so isi par based aaj ka post hai ki aap sirf ek single click mein facebook post ko sabhi friends ko tag kaise kar sakte hai so ish bare mein janne ke liye aap complete post padhe.
Hallo dosto facebook, Twitter whatsapp hum har roj use kar rahe hai aur ye hmari daily life ka hisa ban chuke hai lekin in sabhi social networks mein kuchh khas hota hai jo hum nhi jante  hai. Aaj ki ish post mein hum janenge ki single click mein facebook par sabhi friends ko tag kaise kare ? Aksar hum dekhte hai ki facebook par selfies ko lekar craze  sa hota hai aur har roj kuchh friends har hour mein new selfie share karte hai aur wo apne dosto ke sath share karna chahte hai aur ishke liye wo apne friends ko tag karte hai. Taki wo notice kare ke ke selfie kaisi hai aur unhe pta chale. Same yahi blogger ke liye hai jab hhi kuchh new post daalte hai 100 se bhi jyda friends ko tag karte hai. Tag karne ka ek hi reason hai ki friends ye notice kare ke humne kya new post kiya hai.
Aaj yaha mai aap ko ek aisi trick btaunga jis se aap apne sabhi friends ko single click mein tag kar sakoge. To chliye jante hai single click mein sabhi facebook friends ko post tag kaise kare.
Ye trick aap sirf computer ke chrome browser mein hi use kar sakte hai so agar aap android device ka use kar rhe hai to ish trick ko na apnaye. Tips ko follow kare aur apne post ko sabhi friends ko tag kare.
  • Sab se phle aap ek post daale faebook par phir mention ya tag karne ke liye phle publish kare.
  • Friends, public, only me gear icon par calick kare.
  • Agar aap chrome browser ka use kar rhe hai to Ctrl + Shif+j press kare aur javascript ko poen kare.
  • Yah se Autotag javascript ko copy kare aur serch console mein daale.
  • Ab enter key press kare ushke baad aap ko ek popup show hoga.
  • Ab yaha par aap ko apni post ka id no. Daalna hai to aap apne post ka id number daale jo ki aap ko search baar mein milega.
  • Post id number enter kare aur ok kr de.
  • Ab aap ishi page ko refresh kare jaha post daala hai aur aap dekhenge ki post sabhi friends ko tag ho chuki hai.
Dosto aap ko sabhi friends ko ek sath tag krne waali ye post kaisi lagi jarur btaye aur agar aap ka koi sawal hai to aap comment ke through pucch sakte hai sath hi future posts ke liye facebook page ko like karna na bhule.


EmoticonEmoticon